Jashan-E-Eid-E-Mailadunnabi Mubarak
June 2, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
Eid-E-Miladun-Nabi Hai Kya Suhana Noor Hai Sari Faza Khusi Se Mamoor Hai Jashan-E-Eid-E-Mailadunnabi Mubarak!!
|
|
|
|
June 2, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
Eid-E-Miladun-Nabi Hai Kya Suhana Noor Hai Sari Faza Khusi Se Mamoor Hai Jashan-E-Eid-E-Mailadunnabi Mubarak!!
June 2, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
Duniya Ki Har Fiza Me Ujala Rasool Ka Ye Sari Kainat Hay Sadqa Rasool Ka Khushboo Ghulab Hay Pasina Rasool Ka Ap Ko Bhi Ho Mubarak Mahina Rasool Ka
June 2, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
Siwae Iblees Ke Jahaan Main Sabhi To Khusyan Mana Rahe Hein Jashan-E-Eid Mailadunnabi Mubarak Ho
June 2, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
Wo Subha Ki Thandak Wo Sham Ki Ronaq Wo Asman Ka Noor Wo Sare Din Ka Suroor Wo Sheher Ka Sawarna Wo Gaiyon Ka Chamkna Wo Musalmano Ki Dhoom Wo Ashiqon Ka Hujoom Wo Naaton Ki Sadain Wo Bayan Ka Manzar Wo Madinay Ka Tasawur Jee Han Mubarak Ho Ap...
June 2, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
Saaz Jaa Ye Baj Raha Hai Aik Nagma Bar Bar Amna Ka Laal Aya Barhwein Ka Chand Aya
June 2, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
Allahumma Salaiala Muhammadioun Waala Aali Muhammaden Kama Sallaita Ala Ibraheema Waala Aali Ibraheema Innaka Hameedum Majeed Allahumma Barik Ala Muhammadioun Waala Aali Muhammaden Kama Barakta Ala Ibraheema Waala Aali Ibraheema Innaka Hameedum...
June 2, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
12 Rabiyul Awal K Din Aaye Hai Taza Bahar Salallahu Alehi Wasalam Parhte Hai Daro Deewar!! Jashan-E-Eid Melad-Un-Nabi Mubarak Ho
February 25, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
Ye Kis Shehensha-E-Wala Ki Aamad Aamad Hy, Bolo Marhaba Bolo Marhaba Aamd-E-Mustafa Marhaba Marhaba Rabi-Un-Noor Ki Aamad Mubarak Ho.
February 18, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
Nisar Teri Chahal Pahal Per Hazaron Eiden Rabi-Ul-Awal Siwae Iblees K Jahan Main Sabhi To Khushian Mana Rahe Hain
February 18, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
Tasvir-E-Kainat Ka Aakaash Hai ALLAH Dil Ko Jo Jgaa Dy Wo Ehsaas Hy ALLAH Ae Banda-E-Momin Tera Dil Kyun Udaas Hai Dil Se Zara Pukaar Tery Paas Hai ALLAH
February 18, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
Aik Nazar Asman Pe Daal Marhaba Chamka Mahe Noor Ka Hilal Marhaba
February 18, 2010 | In: 12 Rabi-ul-Awal SMS
Utha K Haath Mein Parcham Nabi Ki Azmat Ka Mein Marhaba Ki Sadaaein Lagaye Jaonga Urooj Mujh Ko Mila Naat-E-Mustafa K Tufail Karam Se Un K Bulandi Pe Or Jaonga Hai Sar Pe Taaj Mere Nisbat-E-Raza Ka Ubaid Raza K Naam Ka Sadqa Hamesha Khaonga
Dating Online
Sponser Ads